1. Galti neem ki nahi ke wo kadwi hai...
Khudgarz to zubaan hai jise sirf meetha pasand hai...
Jhoot ka bhi ajeeb zaiqa hai,
Khud bolo to meetha lagta hai, aur koi dusra bole to kadwa lagta hai...!
Yeh Duniya Bhi Kitni Ajeeb Hai, Be’haya Ko Khoobsurat, Dhoke Baaz Ko Aqalmand Aur Imaandar Ko Bewaqoof Samajhti Hai"
2.
💐🍁Jis tarah Musalmaan janaze ko kaandha dena sawab samajhte hain.......
Kaash !! Usi tarah Zinda Musalman ko sahara dena sawab samajhne lage to puri Qaum ki zindagi aasaan hojaegi... 💐🍁💐🍁
3.
❧ Apni Aawaz ko buland karne
ke bajaye Apni daleel Ko
buland karo,
❧ Phool Barish ke barasne se
Khilte hai, Baadalo ke
Garazne se nahi..
4.
❧ Kisi ki khaamiyan talaash
karna Insaan ko us makhki
ki tarah bana deta hai,,
❧ Jo Insaan ke Saaf Jism ko
chhor kar sirf Zakhmo par
hi baithti hai.
🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿
🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿
5.
❧ Kisi Cheez Ke Qeemat Hame
Jab Pata Chalti Hain,
❧ Ek Milne Se Pehle Aur Dusra
Kho Jaane Ke Baad..
🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿
6.
*Allama Iqbal : -*
*Sach kahu to mujhe yeh unwaan bura lagta hai,*
*Zulm sehta hua Insaan bura lagta hai.*
*kis qadar ho gayi masroof yeh duniya apni,*
*Ek din thehre to mehmaan bura lagta hai.*
*Un ki khidmat to bahut door ki baat hai yahan,*
*Budhe maa baap ka farmaan bura lagta hai.*
*Mere ALLAH hamari naslon ko zillat se nikaal,*
*Itni zillat me Musalman bura lagta hai.*
7. "In our modern culture the 'intellect' has become the ultimate measure of righteousness, so much so that people are deemed righteous merely for having intellect. Yet, the intellect is a tool, like one's eyes and ears. Of what use is superb eyesight if its owner does not use it to see around him? And so too, of what ultimate use is the best mind in the world if it does not guide its owner to recognize and humble himself before the Creator of that mind, and of the world. "
🍃🍂🍂🍃🍂🍃🍂🍃🍂🍃
8.
_*●◗► Rishtey Motiyon Ki Tarha Hote Hain*_
_*●◗► Agar Gir Bhi Jayen To Jhuk Kar Utha Lainy Chahyen!*_
🍂🍃🍂🍃🍂🍃🍂🍃🍂🍃
9. al-Fudayl ibn ‘Iyaad:
"By Allaah ! It is not permissible for you to even hurt a dog or a pig except for just cause. So how can you hurt a Muslim ?"
[Makaarim al-Akhlaaq 3/379]
Source: Whatsaap message